Bachcho jaisa ki aap logo ne class 10th mai coordinate geometry chapter padha tha. Toh abh class 11th mai straight line bhi uska broad concept hai. Yeh algebra aur geometry ka combination hai. Earlier classes mai humne padha tha coordinate axes, coordinate plane, plotting of points in a plane, section formula, distance formula, etc. Hum ye sab bhi padhenge par inke sath hi hum aur bhi new aur interesting concept padhenge. Ye sare concept coordinate geometry ke basics hai. Abh hum aage interesting examples ke saath iss chapter ko padhenge.
Kya aapko pta hai ki straight lines kya hai?
Agar aapko nahi pta toh koi baat nahi hum aage ise detail mai padhenge. Bachcho jaisa ki aap logo ne class 10th mai coordinate geometry chapter padha tha. Toh abh class 11th mai straight line bhi uska broad concept hai. Yeh algebra aur geometry ka combination hai. Earlier classes mai humne padha tha coordinate axes, coordinate plane, plotting of points in a plane, section formula, distance formula, etc. Hum ye sab bhi padhenge par inke sath hi hum aur bhi new aur interesting concept padhenge. Ye sare concept coordinate geometry ke basics hai. Abh hum aage interesting examples ke saath iss chapter ko padhenge.
Class 11 | MATHS |
Chapter | STRAIGHT LINES |
Medium | English |
Academic Year | 2023-2024 |
These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.