Doubtnut Promotions Sticky

Chapter 5 WATER Class 6 CHEMISTRY Ncert Solutions

Hamare chapter ka name hai “Water” toh sabse pehle hum jante hai ki water kya hai?
Water ek precious, fundamental aur sabse necessary substance mein se ek hai jiski wajah se earth par life possible hai. Hamare planet earth par bahut saara water present hai, iska almost two third part water se hi covered hai. Toh iss chapter mein hum padhenge aur janege ki hum daily kitna water use karte hai, kahan-kahan use karte hai, woh water aata kahan se hai, water cycle kis tarah chalta rehta hai, etc. Yahan hum iske baare mein bhi padhenge ki agar jyada rain hogi toh kya hoga aur agar bahut less rain hogi toh kya hoga. Rainwater harvesting aur usko conserve karne ke methods ke baare mein bhi hum iss chapter mein padhenge.

Read More
Class 6CHEMISTRY
ChapterWATER
MediumEnglish
Academic Year2023-2024

Chapter 5 WATER Class 6 CHEMISTRY Book Solutions

These book solutions are available for free to all students. You can also view these solutions on our Android App.

ICSE - WATER