logoDoubtnut App - Get 50 Lakh+ video solutions better than GoogleInstall Now

Doubtnut Scholarship Test

Doubtnut Scholarship students ko unke Doubtnut Scholarship Test (DNST) mein performance ke basis par diya jaata hai. DNST ek naya platform hai jo class 9 se 12 ke students ko kabhi bhi, kahin bhi apni skills test karne ki azaadi deta hai. Haan! Aap kabhi bhi yeh tests de sakte hain aur Doubtnut courses par upto 100% scholarships pa sakte hain. Chahe woh NEET ho, IIT JEE ho ya koi bhi board exam, aaj hi shuru karo uski tayari muft mein!


Key Features:


Flexible Testing

Aap apni convenience ke hisaab se kahin bhi tests de sakte hain aur turant apne performance ko dekh sakte hain.

Targeted Learning

Khaas Class 9-12 ke students ke liye aur unke liye jo IIT aur NEET ki tayari kar rahe hain.

Instant Offers

Apne test results ke basis par exclusive course offers pa sakte hain.

Comprehensive Analysis

Apne performance ka detailed review pa sakte hain jisse aap apni strengths aur improvement areas jaan sakte hain.

Select your test to start


Frequently Asked Questions
  • DNST ke liye kaun register kar sakta hai?

    Class 9th, 10th,11th,12th,IIT-JEE, NEET ki tayari kar rahe sabhi students ke liye
  • Scholarship kisko mil sakti hai?

    Keval wahi participants jinhone live test diya ho (test ke time par) wahi log top rank laa kar scholarship ke liye eligible ho sakte hai.
  • Mein test kaha de sakta hoon/sakti hoon?

    Sirf Doubtnut app aur website par.
  • Test ke liye register kaise karein?

    Apne target exam ko choose karein aur register par click kardein
  • Maine pehle se hi ek course kharida hai to kya mujhe scholarship mil sakti hai?

    Scholarship sirf naya course kharidne par hi use kar saktein hain.
  • Scholarship test ke liye niyam aur shartein kya hai?

    Scholarship par kisi bhi tarah ka additional discount nahi milega
  • Exam ka pattern kya hai?

    1. Class 9th - (15 question Maths,15 question Science)
    2. Class 10th - (15 question Maths,15 question Science)
    3. Class 11th - (10 Physics, 10 Chemistry, 10 Mental Ability)
    4. Class 12th (Maths) - (10 question Maths,10 question Physics, 10 question Chemistry)
    5. Class 12th (Biology) - (10 question Biology,10 question Physics, 10 question Chemistry)
    6. IIT-JEE 2023 (Hindi medium) - (10 question Maths,10 question Physics, 10 question Chemistry)
    7. IIT-JEE 2023 (English medium) - (15 question Maths,15 question Physics, 15 question Chemistry)
    8. NEET 2023 (Hindi medium) - (10 question Biology,10 question Physics, 10 question Chemistry)
    9. NEET 2023 (English medium) - (15 question Biology,15 question Physics, 15 question Chemistry)
    10. IIT-JEE 2024 (Hindi medium) - (10 question Maths,10 question Physics, 10 question Chemistry)
    11. IIT-JEE 2024 (English medium) - (15 question Maths,15 question Physics, 15 question Chemistry)
    12. NEET 2024 (Hindi medium) - (10 question Biology,10 question Physics, 10 question Chemistry)
    13. IIT-JEE 2024 (English medium) - (15 question Maths,15 question Physics, 15 question Chemistry)